Riddles in Hindi – 15 Best Riddles in Hindi With Answers

Have you ever sat with your family and played riddles? It’s a game that brings family members together. It doesn’t need to study a particular subject, but riddles are taken from our surroundings. They give an amusing answer to the question. Here are some riddles in Hindi for kids and adults.

Riddle Meaning In Hindi

Riddles are popular as games or phrases which may seem meaningless but have a hidden meaning. The riddle meaning in Hindi is Paheli. Kids love amusing riddles, and we have collected 15 riddles in Hindi. Let’s check how many you know and begin the riddles in Hindi.

Riddles In Hindi

Riddle 1: Vo konsi chiz hai jisko sukhate waqt aur geeli ho jati hai.

Answer: Toliya.

Paheli 2: Vo konsi chiz hai jisko pani pilane se mar jati hai.

Answer: Aag/Pyaas.

Riddle 3: Vo kya chiz hai jisko tum dete ho par btane se toot jata hai.

Answer: Vachan.

Riddle 4: Vo konsi chiz hai jo pehle bdi hoti hai par samay ke sath choti hone lagti hai.

Answer: Mombatti.

Riddle 5: Ye apki hai par apke dost iska jyada istemaal karte hai.

Answer: Apka Naam.

Riddle 6: Isko girne doge toh toot jayega par tumhe hasta dekhkar ye bhi hasne lgega.

Answer: Aaina.

Riddle 7: Iske daanth bhot sare hai par kha nahi skta.

Answer: Kangha.

Riddle 8: Ramu ki Maa ke 4 bache hai, rohan, priya, sohan. Choauthe bache ka naam btaiye.

Answer: Ramu.

Riddle 9: Vo konsi 2 chiz hai jisko tum subha breakfast m nahi kha skte.

Answer: lunch aur dinner.

Riddle 10: Vo kya chiz hai jisko tum khane ke liye khareedte ho, par khate nahi ho.

Answer: Plate.

Riddle 11: Ek patli gali hai jisme se ek truck wale aur ek gadi wale ko nikalna hai. Vo kaise niklenge?

Answer: Aasani se. Vo dono truck ya gadi m nahi hai, isliye aaram se chalkar nikal jayenge.

Riddle 12: Diwar m vo konsi chiz hoti hai jiski wajah se tum dusri taraf dekh sakte ho.

Answer: Khidki.

Riddles in Hindi

Riddle 13: Vo konsi chiz hai jiska muu hota hai, par baat nahi kar skti.

Answer: Nadi.

Riddle 14: Agar tum ek race m dusre position wale aadmi se aage nikal jate ho. Toh ab tumhari konsi position hai?

Answer: Dusri.

Riddle 15: Socho tum ek band kamre main ho jisme aag lag gyi hai. Usme na hi koi darwaza hai aur na hi koi khidki. Usme se bahar kaise nikloge?

Answer: Sochna band kardo.

Read 50 Most Creative Riddles in English. These are specially composed for kids with rhymes and fun.